Results 1 to 11 of 11

Thread: Shayari from college days

  1. #1

    Shayari from college days

    Wanted to share some of my own ramblings from college days...

    Ek pal mein hasne bhi na de,
    Ek pal mein Roone bhi na de,
    Kya cheez hein yeh chahat,
    Muhobhat mein marne bhi na de...

    I will keep them coming as time permits...
    Last edited by soggadu; 05-11-2011 at 02:54 PM.

  2. #2

    Good one..

    Keep them coming...
    Quote Originally Posted by soggadu View Post
    Wanted to share some of my own ramblings from college days...

    Ek pal hasne bhi na de,
    Ek pal Roone bhi na de,
    Kya cheez hein yeh chahat,
    Muhobhat mein marne bhi na de...

    I will keep them coming as time permits...

  3. #3
    Khuda hi jaane yeh pyaar ka dastoor kya hein,
    Hum jisse chahthein hein wahien hum se door hojatein hein....

  4. #4
    I bet you meant GC ;-)

  5. #5
    Quote Originally Posted by GK1234 View Post
    I bet you meant GC ;-)
    GC pe mujhe love nahi hein.... its desire which is very different from love... just like lust vs love...

  6. #6
    Hariyali ke safar mein ho gayi hain akhiyaan pyaasi
    Khuda hi jaane, kab bharoonga form chaar-sau-pachaasi (485)..
    woh form bharke aaegi kaleje ko thodi raahat..
    jhooth nahi bolunga.. hain haripatti ki mujhe chahat...

    - Kavi Champudas..

  7. #7
    Quote Originally Posted by ChampU View Post

    Very original and awesome.

  8. #8
    Sahi hain! Truly Original and to the point! Awesome...Jiyo!

    Quote Originally Posted by ChampU View Post
    Hariyali ke safar mein ho gayi hain akhiyaan pyaasi
    Khuda hi jaane, kab bharoonga form chaar-sau-pachaasi (485)..
    woh form bharke aaegi kaleje ko thodi raahat..
    jhooth nahi bolunga.. hain haripatti ki mujhe chahat...

    - Kavi Champudas..

  9. #9
    Apni Jannat Mujhe
    Apni Jannat Mujhe Dikhla Na Saka Tu Waiz;
    Kucha-e-Yaar Mein Chal Dekh Le Jannat Meri;

    Sari Duniya Se Anokhi Hai Zamane Se Judaa;
    Nemat-e-Khaas Hai Allah Re Kismat Meri;

    Shikwa-e-Hijr Pe Sar Kaat Ke Farmaate Hain;
    Phir Karoge Kabhi Is Munh Se Shikayat Meri;

    Teri Kudrat Ka Nazara Hai Mera Izaz Gunah;
    Teri Rehmat Ka Ishara Hai Nidamat Meri;

    Lo Tabassum Bhi Sharik-e-Nigah-e-Naaz Hua;
    Aaj Kuch Aur Badha Di Gayi Keemat Meri;

    Faiz Yak Lamha-e-Deedar Salamat 'Fani';
    Gham Kee Har Roz Hai Badhti Hui Daulat Meri!

  10. #10
    Badi Mushkil Se Bana Hun Toot Jaane Ke Baad;
    Main Aaj Bhi Ro Deta Hun Muskurane Ke Baad;
    Tujh Se Mohabbat Thi Mujhe Beinteha Lekin;
    Aksar Yeh Mehsoos Hua Tere Jaane Ke Baad!

  11. #11
    Quote Originally Posted by YoYoRaj View Post

    If it is not your own, please include the name of the original writer/poet. If it is your own, you have a great talent !! Keep writing..

    Irrespective of who wrote it, please also include the translation/meaning, as you know it, for others to enjoy it better ..

Thread Information

Users Browsing this Thread

There are currently 1 users browsing this thread. (0 members and 1 guests)

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •