Tribute to Visa Bulletin wait, eternal GC wait, and Q's blog
this song from movie Rog, has great lyrics, below with how I was thinking when listening to it few moments back :D
----------------------------------------------------------------------
Khubsurat hai woh itna kaha nahi jata (the thought of being current in VB)
Khubsurat hai woh itna saha nahi jata
Kaise hum khud ko rok lein raha nahi jata (keep looking at DOS website for demand data or VB and Q's blog)
Chand mein dag hai yeh jante hai hum lekin (mostly I won't be current)
Raat bhar dekhe bina usko raha nahi jata (keep checking Q's blog)
Khubsurat hai woh itna saha nahi jata
Jo mera ho nahi payenga, is jahan mein kahin (will I ever get the GC?)
Ruh banker milunga usko aasman mein kahin
Pyaar dharti per farishton se kiya nahi jata
Khubsurat hai woh itna saha nahi jata
Un nigahon mein mohobbat nahi to kaho aur kya hai (dreaming of GC's beauty)
Per woh mujh se keh raha, hai kisi aur ka hai (EB1 and EB2 ROW took it away)
Zara sa jhuth bhi dhang se kaha naih jata
Khubsurat hai woh itna saha nahi jata
Ankh mein kaid kiye baitha, main ek haseen lamha (wov I am current - that beautiful moment)
Jab mein is nind se jagunga to dil tutenga (Sep VB in August second week breaks heart)
Woh mujhe khawab kayin kyun dikha nahi jata
Khubsurat hai woh itna saha nahi jata
Kaise hum khud ko rok lein raha nahi jata